Email 
-ME  

VISIT  
MY  
CHAT  
ROOM  

VISIT 
FORTUNE  
CITY(WHO  
MADE THIS 
SITE  
POSSIBLE) 

VISIT  
MAYAN'S  
LYRICS   
WORLD(FOR  
ENGLISH  
SONGS) 



 
ZARA SA JHOOM LOON MAIN
Dilwale Dulhania Le Jayenge

Zaraa Sa Jhoom Lu Maein, Are Na Re Na Re Na
Zaraa Sa Ghoom Lu Maein, Are Na Re Na Re Na
Aa Tujhe Choom Lu Maein, Are Na Re Baba Na
Maein Chali Banke Hawaa, Rabba Mere Menu Bachaa

Mausam Yeh Beimaan, Masti Ka Yeh Samaa
Roko O Logon Zameen Pe Girne Lagaa Aasmaan
Thumak Thumak Ke Jhulungi
Mein Udke Gagan Ko Chhu Lungi
Maein Chali Banke Hawaa

Thandi Thandi Pawan, Jalta Hai Yeh Badan
Ji Chaahta Hai Bana Loon, Tujhko Apna Sajan
Hua Nahin Yeh Pehle Kabhi
Meri Chaal Badal Gayi Abhi, Abhi
Maein Chali Banke Hawaa

Jati Hai Tu Kahan, Jaaneman Jan-E-Jaan
Ladki Hai Tu Khubsoorat, Ladka Mein Naujawan
Tujhe Gale Laga Loon Aa
Palkon Mein Tujhe Basaa Loon Aa
Ho Gaya Mujhe Nashaa
Rabba Mere Menu Bachaa